Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShehnai (1964)
HomeShehnai (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


iss tarah toda mera dil kya mera dil dil naa tha iss tarah toda mera dil kya mera dil dil naa tha ye to keh jaate tumhare pyaar ke kaabil naa tha iss tarah toda mera dil kya mera dil dil naa tha aap ko apna samjh kar apni kismat saunp di aap ko apna samjh kar apni kismat saunp di apne armaan de diye apni muhabbat saunp di apni muhabbat saunp di kiss liye wo khaab dekhe jinse kuchh haasil naa tha iss tarah toda mera dil kya mera dil dil naa tha ye to keh jaate tumhare pyaar ke kaabil naa tha iss tarah toda mera dil kya mera dil dil naa tha jaate jaate kuchh gila koi shikaayat naa huyi jaate jaate kuchh gila koi shikaayat naa huyi hum bhi raahon mein pade the par inaayat naa huyi par inaayat naa huyi ek thokar hi lagaate ye to kuchh mushkil naa tha iss tarah toda mera dil kya mera dil dil naa tha ye to keh jaate tumhare pyaar ke kaabil naa tha iss tarah toda mera dil kya mera dil dil naa tha
kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar chahton ke ye zamane aarzuon ke ye din chahton ke ye zamane aarzuon ke ye din kah rahe hain dhadkanen dil ki akele to na gin is bhari mahfil mein ho koi tera bhi raazdaar haai kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar hasraten bhi hain gulabi aur ummeeden bhi haseen hasraten bhi hain gulabi aur ummeeden bhi haseen saath lekin khubsurat ek saathi hi nahin ek humdam ke liye hai dil mera bekarar haaye kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar zulf ka saya na ho to is safar ka kya maza zulf ka saya na ho to is safar ka kya maza bhej de koi kahin se ae mohabbat ke khuda jiski baaton mein nasha ho aankhon mein ho khumar hoye kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se
kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai ek sur zindagi ka sahil hai doosra maut ka kinara hai ek sur zindagi ka sahil hai doosra maut ka kinara hai kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai ye baje to hayat ki mehfil poore joban pe aa ke jam jaye zindagi ek khwaab ho jaye ye agar bajate bajate tham jaye ye kabhi chaand choudhvin ka hai aur kabhi subha ka sitara hai ye kabhi chaand choudhvin ka hai aur kabhi subha ka sitara hai kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai aah aur waah ka ye sangam hai soz aur saaz ki jawaani hai aah aur waah ka ye sangam hai soz aur saaz ki jawaani hai hai agar ye shabaab ka kissa ek bewa ki bhi kahani hai kehkahon ka hi abshar nahin aansuon ka bhi ek dhara hai kehkahon ka hi abshar nahin aansuon ka bhi ek dhara hai kya ajab saaz hai ye shehnai do hi sur ka ye khel sara hai
na jhatko zulf se paani ye moti phoot jaayenge na jhatko zulf se paani ye moti phoot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani ye bheegi raat ye bheega badan ye husn ka aalam ye bheegi raat ye bheega badan ye husn ka aalam ye sab andaaz milkar do jahaan ko loot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani ye naazuk lab hain yaa aapas mein do lipati huyi kaliyaan ye naazuk lab hain yaa aapas mein do lipati huyi kaliyaan zaraa inko alag kar do tarannum phoot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani humaari jaan le legaa ye neechi aankh ka jadoo humaari jaan le legaa ye neechi aankh ka jadoo chalo achchha huaa marr kar jahaan se chhoot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani ye moti toot jaayenge na jhatko zulf se paani
oooo ooooo ooooo oooooo ooo oooo oooo sadiyon puraani apni kahaani mohabbat jise aaj dauhra rahi hai hamein saath dekha hai ek baar phir se zamane ki raftar sharma rahi hai sadiyon puraani apni kahaani mile the mile hain phir bhi milenge ye hai wo safar jiski manzil nahin mile the mile hain phir bhi milenge ye hai wo safar jiski manzil nahin wo ik lafz kehte hain jisko judaai meri dastaan mein to shamil nahin meri dastaan mein to shamil nahin oooo sadiyon puraani apni kahaani mohabbat jise aaj dauhra rahi hai sadiyon puraani apni kahaani zamane ki nazron ke andaaz badle magar teri meri nigaahen na badli zamane ki nazron ke andaaz badle magar teri meri nigaahen na badli badalta raha aasma chaal apni ye raahi na badle ye rahen na badli ye raahi na badle ye rahen na badli oooo sadiyon puraani apni kahaani mohabbat jise aaj dauhra rahi hai sadiyon puraani apni kahaani agar zulf zanjeer banti rahegi mohabbat ki taqdeer banti rahegi agar zulf zanjeer banti rahegi
sharma ke naa jaa sharma ke naa jaa tadpaa ke naa jaa naagin ki tarah bal khaa ke naa jaa jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman sharma ke naa jaa tadpaa ke naa jaa naagin ki tarah bal khaa ke naa jaa haaye jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman kuchh soch main hardam kyun tera peechha karta hoon zara aankhon mein aankhen daal ke tujh par marta hoon par kehte huye ye darta hoon jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman sharma ke naa jaa tadpaa ke naa jaa naagin ki tarah bal khaa ke naa jaa haaye jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman tujhe husn pe apne naaz mujhe apne dil par sur milenge kaise main hoon mom aur tu pathar haaye kaisa pada hai ye chakkar jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman sharma ke naa jaa tadpaa ke naa jaa naagin ki tarah bal khaa ke naa jaa haaye jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman mat bhool ke ik din aisa bhi to aayega jab ishq ke aage husn ka sar jhuk jaayega phir khul ke mera dil gaayega jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman sharma
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Iss Tarah Toda Mera Dil Shehnai (1964) 03:51 14241
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Shri
Duration : 03:51   Song Number : 14241   

Kitni Jawaan Hai Zindagi Shehnai (1964) 04:03 35931
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Johny Walker
Duration : 04:03   Song Number : 35931   

Kya Ajab Saaz Hai Shehnai (1964) 04:05 14242
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:05   Song Number : 14242   

Na Jhatko Zulf Se Paani Shehnai (1964) 04:28 14240
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Raj Shri
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 14240   

Sadiyon Puraani Apni Kahaani Shehnai (1964) 06:32 36104
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Raj Shri
Duration : 06:32   Song Number : 36104   

Sharma Ke Naa Jaa Tadpaa Shehnai (1964) 03:47 12491
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Johny Walker
Duration : 03:47   Song Number : 12491